My Favorite Hindi Songs Lyrics
Kaha Tak Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kabhi Sukh Kabhi Dukh Yehi Zindagi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey Bhaley Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Usey Ek Din To Kinare Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Hey re Kanhaiya he re kanhaiya kisako kahega tu maiya ek ne tujhako janm diya re ek ne tujhako paala kanhaiya kisako kahega maani maanataayein aur devi-dev puuje pir sahi devaki ne duudh mein nahalaane ka god mein khilaane ka sukh paaya yashoda ji ne ek ne tujhako ja...